Tuesday, September 17, 2019

Jio number pe caller tune kaise lgaaye? JioTune Set kaise kre ? Jio Caller Ringtones kaise lgaaye ? Internet Duniya

JioTune set kaise kre? Jio ringtones kaise lgaaye?Jio Caller Tunes| Jio Updates| Jio recharge offers.
Jio number pe caller tune kaise lgaaye?

JioTune kaise set kare? Jio ringtones kaise lgaaye?Jio Caller Tunes| Jio Updates| Jio recharge offers. 

Kaise ho dosto aap sbhi umeed krte hai achhe hi honge aap sbhi...kya aap janana chahte h ki jio me caller jio tune kaise set kre? krte h ya laagte h..?
Aaj hm btaane waale h ki..Jio number pe caller tune kaise lgaaye? Kisi bhi gaane ya song ko apna call tune kaise bnaaye ? Aaj hm aapko ye saari information dene waale h..agr aap kisi k jio number pe call krte h to jydatar aapko yhi sunne ko milta hoga ki..is jio tune ko copy krne k liye * dabaaye..aaj k time me jitne logo k paas jio ka number h..unke number jio pr caller tune jarur lga hoga..aur aap bhi lgaana chahte honge..apne mn pasand gaane ko..to aaj hm in sb baato ko btayenge...agr aapko apne jio sim ka number pta krna h to Jio ka number kaise check kre..?? Ye post pd skte h aap..jio tune kaise set kare?

4 Way to set your Jio caller tune...

Hm aapko jio tune set krne ke 4 tarike btayenge..jisase aap jio tune set kr skte h..
  1. MyJio App
  2. JioSaavn
  3. SMS
  4. Star(*) to copy

Method-1 MyJio App

Jio pe caller tune set krne k liye pahla tarika MyJio App hai..sbse pahle aapko Apne playstore se MyJio App Download krna hai..fir uske baad use open kr lena h..aur open krne k baad aapko upar left side me 3 lines dikhega..uspe click krna hai..aur aapko 5 ve number pe JioTune ka option milega..
How to set JioTune?? Caller tune kaise lgaaye jio number pe? Jio number pe caller tune kaise lgaaye? Internet Duniya
Jio number pe caller tune kaise lgaaye? Internet Duniya
JioTune ke option pe click krna aur fir aapko apna activated jio tune dikhayi dega agr aapne jio tune ko activate kiya hoga tb...aapko yha pe aapka jio Subscription tune dikhega...aur agr aapne nhi kiya h to right side me aapko kayi song dikhayi denge..ya fir aap kisi bhi song ko manually search krke jio tune set kr skte hai..

Method-2 JioSaavn App

Dusra method jiotune ko lgaane k ye JioSaavn App hai..jiski help se aap jiotune ko lga skte hai...sbse pahle aapko apne playstore se is JioSaavn App ko download kr lena hai..aur aapko ise open krna hai..open karne k baad aapko kaafi saare song milenge...but aap diye top 15 ya top 10 weekly jiotunes pe click krke aap jio tune ko activate kr skte hai...aapko kisi bhi song ko select krna hai..select krne k baad automatic song play ho jayega..
Jio number pe caller tune kaise lgaaye? JioTune set kaise kre? Internetduniya
Jio number pe caller tune kaise lgaaye? Internet Duniya

aur aapko upar ek option dikhega Set JioTune ispe click krna hai..aapka JioTune activate ho jaayega..

Method-3   SMS

Agr aapke paas android phone nhi hai..ya fir aap in apps ko download nhi kr paate hai..iska bhi solution hai..aap bina app download kiye bhi JioTune lga skte hai..Sms k through ji haa aaj hm aapko ye bhi tarika btayenge ki aap sms k dwara kaise JioTune lga skte hai..
Sbse pahle aapko apne Messages me jaana hai..aur vha aapka new sms me click krna hai..uske baad aapse number puchega..kis number pe sms krna chahte hai..aapko vha pe 56789 type kr dena hai..aur fir aapko message type pe apna song, Singer ya fir movies ka name daal skte hai..jo bhi aapko song jis Singer ya movie ka chahiye vo aap daal skte h..
Jio number pe caller tune kaise lgaaye? JioTune set kaise kre? Internetduniya
Jio number pe caller tune kaise lgaaye? Internet Duniya 
Jaisa ki aap upar pictures me dekh skte hai..Singer ka name type krke send krne pe aapko us singer ke songs show ho jaayega..aapko jo bhi song lgaana hoga..aapko vhi fir reply krna hoga..jaisa ki pictures me dikhaaya gya hai..reply krne k baad aapko fir ek sms aayega..

"You have selected Channa Mereya Unplugged Arijit Singh as your JioTune. Please reply to this SMS with the option number of your choice to set this tune for
1. All callers"

 Aisa sms aayega aapke paas jaise ki upar sky color me mention kiya gya hai..fir aapko 1 type krke reply kr dena hai..uske baad fir ek confirm krne ke liye sms aayega aapke paas..aur umse Y type krke send kr dena..aur uske baad aapko ek dusre sms number se jio ke taraf se sms aayega..aapko exit ho ke..us sms ko open krna hai..fir vha pe bhi aapko Y type krke reply kr dena hai..uske kuch seconds baad hi aapka JioTune set ho jaayega...

Method-4 Star (*) to Copy

3 tarike to aapne dekh liya...aur mai sbse aasaan tarika btaunga aapko JioTune set krne k...ji haa ye tarika bahut hi simple hai..aap bahut hi aasaani se is tarike se JioTune lga skte hai..agr aapke kisi friend ya fir aapke kisi relative ke paas jio h aur unke number pr JioTune activate hai..aur aap unke jio tune ko laagaana chahte hai to aapko unke jio number pr call krna hoga apne jio number se..uske baad aapke bola jaaya ki is JioTune ko copy krne ke kiye Star(*) aur aap star(*) dba ke us jio tune ko copy kr skte hai...

Dosto aapko ye article kaisa lga..mujhe niche comment box me btaaye..aur is article ko jyda se jyda share kre aap log..sbhi social media platforms pr...plz share

Related Posts

Monday, September 16, 2019

Computer Function Keys | F1 To F12 | What is Use of computer function keys ? Internet Duniya

Computer Function keys

Computer Function Keys | What is Use of computer function keys ? Internet Duniya

Hello friends kaise ho aap sbhi...? Aaj ke time kon nhi computers ke baare jaanta hai..lagbhag sbhi log computer word se parichit honge..aur kaafi saare logo ko computer ki bahot knowledge bhi hongi..but kuch aise bhi log honge..jinhe computer ka Basics pta hai..aur vo computer ya laptop chlaate honge to apne keyboard me sbse upar F1 to F12 tk ke keys dekhe honge..is saare keys ko Functions keys bola jaata hai..aur kitne logo ko nhi ki ye kis kaam aata hai..aur iske kya Uses hai..to dosto is post ko pura pdiyega..aaj hm aapko isi 12 Functions keys ke baare me btayenge...
Har Function keys ka Use alag-2 software me alag-2 tarike se Use hota hai..aur alag-2 kaam bhi krta hai...niche aapko Computer Function Key, Use of Function keys ke baare me btaya gya hai.
Computer Function keys
How To Become A Software Engineer ?

F1 Function Key
  1. agar aap computer ko switch on krte hi F1 key dba dete hai to computer ka setup (CMOS) open ho jaayega..jisme sensitive computer setting ko dekha ya bdla jaa skta hai.
  2. agr aap windows open kiye hai to is F1 key ko dabaane se windows help & support dialog box open ho jaayega..jisme normal problems ke solutions diye honge.
  3. agr aap internet explorer open kiye hai to is F1 key ko press krne pr browser ka help page open ho jaayega..aur agr aap Google Chrome me is key ko press krte hai to Chrome ka help center open ho jaata hai.
  4. Microsoft Word me Ctrl+F1 key press krne pr software full screen me ho jaayega..aur fir dubaara press krne pr normal mode me aa jaayega.
F2 Function Key
  1. Windows me kisi file ya icon ko select krne ke baad F2 key press krne pr us file ya icon ko turant rename kr skte hai.
  2. Microsoft Word me Ctrl+F2 key ko press krne pr print preview open ho jaata hai..jise aapko ye pta ho jayega ki document print hone ke baad kaisa dikhega.
  3. Microsoft word me Alt+Ctrl+F2 key press krne pr file open dialog box open ho jaata hai..jise aap file ko open kr skte hai.
F3 Function Key 
  1. Windows me F3 key press krne pr search box open ho jaata hai...jiska Use hm kisi folder ya file ko search krne ke liye krte hai. 
  2. Microsoft word me Shift+F3 key press krne pr English ka select kiya gya matter UPPERCASE ya Lowercase me change kiya jaa skta hai.
  3. MS DOS ya Command Prompt window me F3 key press krne pr pahle type kiya gya command dubara type ho jaata hai.
F4 Function Key 
  1. Windows explorer (my computer) ya internet explorer me F4 key press krne pr address baar open ho jaata hai..aur internet explorer me bhi website ka url ya pta daalne ke kiye address bar open ho jaata hai.
  2. Microsoft word me F4 key press krne pr vhi work repeat ho jaata hai..jo turant kiye rhte hai..jaise agar aapne koi word type kiye hai to vhi word dubaara type jo jayega..agr aapne ek table bnaayi hai to vhi table fir dubaara bn jaayega.
  3. Alt+F4 key press krne pr window screen pe jo present time me software open hoga vo turant band ho jayega. 
  4. Ctrl+F4 key press krne pr kisi software ke andar open window band ho jayega...jaise internet explorer me open kayi tabs me se ek tab band ho jayega.
F5 Function Key 
  1. F5 key refresh key ke taur pe kaam krta hai..window me koi folder copy krne ke baad nhi dikhayi de rha hai to F5 key ko press kriye dikhne lgega..internet browser me dikh rhe pages ko reload ya refresh krne me ye bahot istemaal hota hai.
  2. Microsoft word me F5 key ko press krne pr Find and Replace ka dialog box open ho jaata hai.
  3. PowerPoint (PPT) me F5 key press krne pr slideshow chalu ho jaata hai.
  4. Microsoft Excel me Shift+F5 key press krne pr Find and Replace ka dialog box open ho jaata hai. 
  5. Photoshop me F5 key press krne pr tarah ke brush saamne aa jaate hai..jisme se aap kisi ko bhi select kr skte hai.
F6 Function Key 
  1. F6 key press krne pr window taskbar me open folders ka material dikhne lgta h. 
  2. Internet browser me F6 key ko press krne pr cursor turant address baar pe chla jaata hai jise aap turant web address type kr skte hai. 
  3. Agr Microsoft word me kayi documents khule huye hai to aap Ctrl+Shift+F6 key ko press krke dekh skte hai.
F7 Function Key 
  1. Microsoft word me koi matter type krne ke baad F7 key ko press krte hai to uski spelling check ho jaayega. 
  2. Internet explorer me F7 key press krne pr carrat suvidha suru ho jaati hai..jiska istemaal keyboard ke jariye web page pr text select krne ya aaage piche jaane etc chijo ke liye kiya jaa skta hai.
F8 Function Key 
  1. Agar aap computer On krte time F8 key ko press krte hai to operating system ko open krne ke liye kayi Mode available dikhayi denge..jisme Safe Mode aur Command Prompt bhi milega.
  2. Microsoft word me Alt+F8 key press krne Micro ready krne ki suvidha chalu ho jaata hai..jiske jariye baar-2 kiye jaane waale kaamo ko krne ke kiye chhote-2 permanent introduction record kiye jaa skte hai.
  3. Microsoft word me text ko select krne ke F8 Key press krke kr skte hai.
F9 Function Key 
  1. Microsoft Outlook me Email Send, Recieve krne ke liye F8 key ka Use kr skte hai.
  2. Quark Express me F9 key press krne pr management toolbar open ho jaata hai.
  3. Kuch Laptop me F9 key press krne pr display ki brightness ko control kiya jaa skta hai. 
F10 Function Key 
  1. Kisi software me kaam krte time F10 ko press krne pr MenuBar active ho jaata hai, jaise aapne vaha click kiya ho.
  2. Shift+F10 key ko ek sath press krne pr thik vaisa hi kaam krta hai..jaise mouse ka right button krta hai..kisi icon, file ya internet explorer me kisi link pr in keys ko press krke dekhiye..Contact Menu khul jaayega. 
  3. Ctrl+F10 ka istemaal Microsoft word ke window k aakar(Shape) ko ghtaane aur bdaane(minimize aur maximize) ke liye kr skte hai.
F11 Function Key
  1. Internet Explorer, Chrome etc browsers me Full screen ko Active ya Inactive krne ke liye F11 key ka istemaal kr skte hai.
  2. Alt+F11 key ko press krne pr Microsoft Office ke software me Visual Basic Basic code open ho jaayega..jiska istemaal expert log krte hai.
F12 Function Key
  1. Microsoft word me F12 key ko press krne pr Save As ka dialog box open ho jaata hai. 
  2. Shift+F12 key ko press krne pr Microsoft word ka document save ho jaata hai.
  3. Ctrl+Shift+F12 key ko press krne pr Microsoft word me open document print ho jaata hai.

Related Posts■■■
  1. Software Development Vs Web Development
  2. How to become Ethical Hacker ?
  3. WhatsApp Top 5 Secret Features 
  4. Internet se paise kaise kamaaye ? Make Money Online 
  5. What Network Marketing ? What is Direct Selling ?
  6. How to Direct Download YouTube videos without any software ?
  7. FaceApp Challenge kya hai ? #faceappchallenge
  8. How to save any WhatsApp Status videos and photos ?

True Caller की सच्चाई जो आपको नही होगा पता । How to work True caller? Internet Duniya- Learn Something New

How to work True caller? True Caller की सच्चाई जो आपको नही होगा पता |How to work True Caller ? Internet  Duniya- Learn Something New ...